Sarkar ki amad Marhaba

Na kyon arashey karta Khuda dunya ke sama main,
Tumhan dulah bana kar behjna tha bazm e makan main

Nazrana main sir dene ko hazar hai zamana
Iss bazm main kis shah ke ate hain qadam ajj

Banta hai do jahan main tu ne zia ka bara
Dede hasan ka hisa subh e shab e waladat

Ruh al almi ne gara Kabe ki chat pe Jhanda
Taa arsh ura phirera subhe shabe waladat